hindi rakhi sms raksha bandan messages
Bhaiya Maine tumhari kalaai se pyaar baandha hai
pyaar ke do taar se, sansaar baandha hai
Happy rakhi
Bhaiyya mere, raakhi ke bandhan ko nibhana
bhaiyya mere, choti behan ko na bhulana
Rakhi ki Shubkamna
Main na chaandi, na sone ke haar maangu
apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangu
Happy Rakhi bhaiya
Mere bhaiya mere chanda
mere anamol ratan
tere badale main zamaane ki
koi cheez nahi
You are the best
Happy raksha bandan
No comments:
Post a Comment